Monday, 17 October 2011

File compression


P1              
File ko Compress karny ka Best Software Winrar hai.
Winrar sy hum File ka Size km kr skty hain.
Us pr Password laga skty hai.
Self Extractor exe File bana skty hain.
Portable Software bana skty hain.
Virus ko Lock laga kr Antivirus sy bacha skty hain.

P2
Winrar install karen.
Jis File, Folder ko Compress karna hai. Us pr right Click kr K add to Archive pr Click karen. Aik Menu ajai ga. Wahan Highly Compress ke liye Create a Solid Archive ko Check aur Compress Method ko Fast kr dain
exe File bananay k liye Self Extrator Archive pr Check lagain.
 Password lagany k liye Advance Tab mein jain. Aur Set Password pr Click karen.

P3
Agar ap ky pas Virus ya Hacking Tools hain. Tu unhain Winrar mein Pack kr ky Password laga dain. Usy ko apka Antivirus Delete nain kr sky ga. Aur Portable Software jo Without Installation USB mein b Use ho skty hain. Winrar mein b banaey ja skty hain.
Itdunya.com k Portable Soft k Section mein, main ny Winrar sy Portable Software banany ka tariqa Details sy likha hai.

P4
Winrar ky bad mera Favorite Software WinUHA hai. Aur yeh Games ko Compress krny ke liye use hota hai. Winuha 2GB data ko 700 MB tk Compress kr skta hai. Winrar Multimedia File ko Compress nahi krta jb ky WinUha Multimedia ko b Compress krta hai. Winuha Old DOS Mode mein chalta hai. Aur New GUI yani Winrar ke tara Software mein agaya hai..

..END..


No comments:

Post a Comment

 
Softwares - Games - Hacking - Movies © 2012 | Designed by Pakwebstuff Technologies Ltd, in Powered By Blogger, Find Cheap Hosting And Scripts
Twitter Bird Gadget